Asslam o Alaikum Balo k jora k mutaliq kya fatwa h??
read more
assalamualaikum wrwb kya dulhan kisi non muslim aurat se makeup aur hairstyle bana sakti hai,ke non muslim aurat se bhi parda hai.jazakumullah khair?
Kya aj kal market me jo boski(resham) ka libas milta he use pehna jaiz he ya nh?
میرے محترم میرا مسئلہ یہ ہے کہ جب گائے کو ذبح کیا جائے اور اس کی کال اتارنے کے بعد جب از کو ٹکڑے کرنے کے دوران خون کے کچھ قطرے کپڑوں پر گر جائے تو اس کپڑوں سے نماز پڑھنا جائزہے یا نہیں؟?
1 Assalamualaykum wa rehmatullahi wa barkatahu Hazrat ready made kapdo may embroidary hoti jinmat resham ka istimaal ki jaata hai kuch topiyon may bhi iska istimaal hota hai kya yeh pehenna durust hai. 2 hazrat ham abu dhabi may hai aur hamaray jo kafil hai woh hamay dadhi [beard] choti karnay ko kah rahay hai Alhamdulillah hamari dadhi 1 mooth hai,woh kehtay hai k aaj kal badi mushkil hai dadhi walon k liye kyun k jo syria may daash k logon nay kiya is wajah say yahan ki hukumat may bhi badi dadhi rakhna mana hai woh kehtay hai k dadhi ki wajah se hamay aur unko mushkil hongi ham jab unsay visa laganay k liye milay to hamay dehk kar sar ko hath laga liya aur dadhi k matallik yeh sab kaha phir kaha k aap roengay agar hamay India behjayn ge to isi itwaar ko hamay visa k mutallik unsay milnay jana hai kya isi haal badi dadhi k saath jaae ya dadhi ko unkay kehnay k mutabil chota kiya jaae 3 kya juma mubarak kehna durust hai. 4 ek raay chahiye thi k hamaray bhai india may B.com may phad rahay hai padae k baad ham chatay hai k woh abu dhabi may aa kar kaam karay aur woh kehtay hai k woh wahin indai may hi kuch business karengay dua ki darkhwast jazak Allahu khairan wa ahsan jaza.?
Ausalam o Alikum Mohtaram Imam sahb mera sawal ye he k "aam tor per jab koi office ya business place jata he to Jo kapray pehnta he wo wapsi per change kr leta he aur ghar me jo kapray use krta he wo office ya business place pr nhi le k jata to kia in kapro se nemaz perna jaiz he ya najaiz rehnumai farma dijiye"?
اسلام وعلیکم : میرا سوال یہ ہے؟ جب احتلام ہوتا ہے تو کپڑے ناپاک ہوجاتے ہیں۔ ناپاکی دور کرنے کیلئے تین مرتبہ اس جگہ کو دھو لیتے ہیں لیکن نشان باقی رہ جاتے ہیں۔ کیا کپرے پاک ھو جاتے ہیں ؟ دھوئے ہوئے کپروں پے جو نشان ہوتے ہیں اس سے نماز ہوجاتی یے یا نہیں ؟ وضاحت کردیں۔?
Assalamo aalaikum Jahan tak mere ilm me hai k mard ka parda naaf se ghutne tak kaa h ki ye chupa hona chahiye. Lekin ek masla ye puchna tha k hum log aj k waqt me jo paint istemal karte h wo Khuch design hi aisa hota h k wo naaf k niche hi rahta h jis ki waja se naaf ki niche lungi ya paijama pahnne ki adat ho gayi h, lekin naaf jo h wo inner wear aur shirt se dhaka hua hi rahta h. To kiya is halat me mard ka parda rahta h ya nahi Aur ek sawal ye tha k namaz me sujood ki halat me t shirt ya shirt kamar se upar chad jati h jisse kabhi kabhi namazi ka jism dikh jata h to is me masla Khuch ho to bayan farma dain k namazi ka parda raha ki nahi.. جزاک اللہ خیرا?
Kay eyebrows karna jayaz hai shuhr ki ijazth k sath uski khushi k liye??
AOA i want to know about wearing of gold is prohibited, and what if we wear a ring which are gold quoted or just have a color of gold is it allowed? and also about white gold, is it allowed?.?